“Dr.Allama iQbal”
Goongi Ho Gae Aaj kuch Zuban kehty kehty,
Hichkicha Gaya Me khud ko Musalman kehty kehty,
Ye baat Nahe Mujko Rab pr Yaqeen Nahe,
Bas dar gya khud ko sahib-e-imaan kehty kehty,
Tofeeq Na hui Mujy ik wqt ki Namaz ki,
Aur Chup Hua Moazan Azaan kehty kehty,
Kisi kafir Ne jo pocha k Ye kya Hy Maheena,
Hath se pani gir gya Ramazan kehty kehty,
Meri almari me Gard se Atti kitab ka Jo pocha,
Me Garh gya Zameen me Quran kehty kehty,
Ye sun k chup saadh Li “IQBAL” Us Ne,
Yun laga jesy ruk gaya wo mujhe Hewaan kehty kehty.


nice