Baz oqat hum kuch soochna chahtay hain lakin humari samjh main nahi ata kuch kyun kay humara zehen bilkul khali hota hai hum confuse hotay hain yah shid itnay relax kay humaay demag main kuch nahi hota koi bat nahi hoti yah phir itna shor hota hai kay kisi bat ki samjh nahi ati sab batain ikhati ho jati hai or itna shor hota hai kay humara demag sun ho jata hai hum kuch karna chahtay hain lakin kar nahi paatay kuch sochna chahtay hain lakin soch nahi sakty itna bebas ho jata hain insan… bazoqat tu yah bhi samjh nahi ata kay hum hain kon humara kaya maqsad hai or kabhi khali zehen hota hai


true